Get 10% Off on Prepaid Orders with Fast Delivery
Get 10% Off on Prepaid Orders with Fast Delivery
1/7

Mainne 1250 aur 690 dono price wale keyboard liye the. Sach bolun toh dono hi bahut acche nikle. Refurbished wale mein thode marks the, jo expected bhi tha, lekin performance ekdum sahi hai. Renewed wala toh bilkul new condition jaisa laga. Overall product genuine hai aur price ke hisaab se bahut badhiya deal hai.

Pehle mujhe laga nahi tha ki product real mein itna accha aur genuine hoga, but use karne ke baad sach mein kaafi impress hua. Quality bahut badhiya hai, keyboard solid feel deta hai aur performance bhi ekdum mast hai. 690 price ke hisaab se ye product best hai. Paisa vasool aur fully genuine product.

White wala piece maine pehli baar dekha tha, toh shuru mein mujhe laga ki shayad ye white hoga hi nahi ya kisi aur brand ka hoga. But jab product mila toh pata chala ki ye real brand ka hi hai. Thoda sa yellowish tone hai, lekin typing experience bahut best hai. Really good product from MRdians
MRdians India Official

आज | अपॉइंटमेंट लेकर |
MRdians India Official 2025 Copyright
Powered by MR Designers
हम वेबसाइट ट्रैफ़िक का विश्लेषण करने और आपका वेबसाइट अनुभव ऑप्टिमाइज़ करने के लिए, कुकीज़ उपयोग करते हैं. हमारा कुकीज़ का उपयोग स्वीकार करके, आपका डेटा अन्य सभी उपयोगकर्ता डेटा के साथ जोड़ा जाएगा.

Order anything you need. If you have any trouble in buying any item contact us.